Tuesday, 5 February 2013

Article on Kashmir day

                                                             BISMILLAH HI RAHMAN NIR RAHIM

                                                       manfaat aaik is qaum ki, nuqsan bhi aaik,
                                                   aaik hi sab ka nabi,deen bhi aaik ,eman bhi aaik
                                                  haram e pak bhi aaik allah bhi aaik,quran bhi aaik
                                                      kuch bari baat thi hotay jo musalan bhi aaik.

5 febraury kashmir day yani kashmirion say izhar-e-yakjahti ka din.hum kashmirion say izhar-e-yakjehti bharati filmain dekh kar aur ziada say ziada twitter,facebook aur social media par"get lost india","kashmir hai pakistan" ka naara laga kr un say izhar-e-yakjehti kartay hain.bhai jaisay bhi ho izhar-e-yakjehti kartay to hain.

hamaray hukmaran kis tarhan kartay hain.kal main twitter par betha tha wahan par kashmir ka mamla garm tha waha mainay aaik siasi leader ki beti ka comment parha jo unhon nay apnay walid e muhtaram kay baray main likha tha kay yay pehla kashmir day hai "un" kay baghair.main un muhtarma say yay sawal karta hun kay aap kay walid e muhtaram nay kashmir kay liye kia qurbani di ya aap muhtarma nay kia un kasmirion kay liye england mamerica main rehna chor dia .kia aap kay walid nay wahan ja kar jihad ki wo to bus tv par atay auryay keh kar chalay jatay kay hum kashmir ko azaad karain gay.aur aaik hamaray mulk kay sheer wo 1999 main kashmir ka soda krnay chalay thay.

hamain yay dekhna chayiye kay kashmirion nay pakistan kay liye kia qurbani di yay wahi kashmiri hain jinhon nay pakistan kay liye aaik laakh say ziada jano ka nazrana dia aur na janay kitnay kashmiri aaj bhi indian jailon main mar rahay hain ya marnay ka intizaar kar rahay hain.yay wahi kashmiri hain jinhonnay apnay bachay pakistan ki khatir qurban kiye.na janay kitni larkian wahan shaheed huin.

laikin hamain kia unhon nay jano kay nazranay diye to kia wo apni azaadi kay liye khud larain hum kia janay hum kyun india say larain hum to aman ki asha chahtay hain kyun kay hum aman pasand log hain.yah hum to malala ko dekhain gay kay baychari kay saath kia hua.bhai hum apna farz pura to kar rhay hain puri dunya ko dekha kar kay hamain kashmirion say kitna piyar hai hum social media par naray to laga rhay hain "kashmir hai pakistan' is say ziada hum kia karain.kia hum wahan ja kar larain bhai kia hum apnay bacho ka mustaqbil tabah kardain.yay jo chan mula hain jo cheekhtain kay kashmir mian jihad karo yay pagal hain inhain kia pata agar hum nay jihad shoro kar di to puri dunya hum say lar paray ki.

mera akhir main bus aap sab say yay sawal hai kay agar aap kay bachay ko ya aap ki beti ko koi hindu utha kar lay jai to aap ka rad e ammal kia hoga? kia aap us waqt bhi yahi bolo gay lai janay do akhir hum aman pasand log jo hain.ya phir...........................? to us waqt say daro kay jab aaisa ho kyun kay agar aaj hum isi tarhan bay his bahtay rahay to kal ko khuda na khuwasta hindu yahan bhi asaktay hain tab kia karo gay madad kay liye pukaro gay.yad rakhna wo khandan hameesha kay liye tot jata hai jis kay baray mushkil waqton main sahi faislay nahi laitay.aaj hum jamhoriat ko bachanay kay liye dharnay daitay hain kisi siasi party ka aaik karkun bhi mar jai to poora sher band karwa daitay hian.laikin!kashmir main hazaron balkay lakhon musalmano ka qatal e aam hua hum nay manaya to sirf  kashmir day..............

sab say aakhir main main aap say sir teen sawal krta hun.pehla sawal kia aap musalman hain?.......agar hain to kia aap huzoor (s.a.w) ki is hadis par pooray utartay hain"musalman aaik jism ki manind hain jis kay aaik hisay par chot lagay to sara jism dard krta hai".doosra sawal raat ka doosra pehar hai farz karain aap ghar pr nhi hain darwazay par dastak hoti hai......aap kia chahain gay kay darwazay par kon ho aaik mujahid ya phir aaik indian fauji.teesra sawal kia aap akhrat ko mantay hain?agar han to kia aap nay koi aaisa amal kia hai kay jis par aap ko fakhar ho kay han main apnay is amal ki waja say baksh dia jaonga...........

0 comments:

No comments: